Itvaar ki woh dophar

Itvaar ki woh dopharAur bimaari ka doosra dinMain thande sofe par Fhir bhi baitha rahaAakhir tum bhi poochoge kyun? Kyunki mujh main Himmat baaki nahi thiAndar kamre mai Jaakar letne kiDobara fhir sone ki Bahar dhoop jaa chuki thiSardi ki dhoop Rahegi bhi kab tak? Television chal raha thaJise main Idiot box kahun bhi Toh… Continue reading Itvaar ki woh dophar

Chupke se

Chupke se aati Hai yeh yaad teri Bhare dine main Kahi jheeri se Aakar sama jaati hai Chukpe se aati Hai yeh yaad teri Mez par baithe Kaam karte waqt Chukpe se aati Hai yeh yaad teri Khana khate waqt  

Raat ke andhere mai

Is raat ke Andhere main Aao tum kabhi Chand ki roshni Ke neeche Saath baithkar Baat karenge Chai ke piyale Ki tarah sab Bikher denge Woh chupe raaz Aur saare darr Is raat ke Andhere main Aao tum kabhi  

Arse hue (Hindi Post)

Kabhi toh aao khayalo main Yahan sunsaani aksar hojati hai Kabhi toh aao aangan main hamare Yahan dhoop aksar rehti hai Na Jaane Kitne arse hue Is tamanna ko Ki aaye woh yaha Zindagi yuhi guzri chali gayi Na gayi sunsani Na hi gayi yeh dhoop yaha se -Jafar Rehman

Kahin

kya tum bhi so gayi ho jaise yeh raat sogayi hai ya fhir tum isi chand ki tarah abhi bhi jaagi ho abhi bhi ho yahi ya chali gayi ho kahi

Dil

Dil na-umid To nahin nakaam Hi toh hai, Lambi hai gham ki shaam Magar shaam hi toh hai     -Faiz Ahmad Faiz (calligraphed by me)

Gunah

Tuhme tumhare gunahon Ki saza zaroor milegi Aur mujhe mere gunaho ki I've been reading a lot of sher, shayari. Today after work, I happened to write this one. It read nice so shared it here. 🙂 Apne khayalat zaroor batana!

Kaafi arse se

I've always loved urdu/hindi poetry but never wrote much. This is where I wrote a certain thing and I'm sharing the same with you. Tell me if you share the same interest 🙂