Main zindagi is kashma-kash main to kaafi waqt se raha. Shayad kuch aur cheez mai masroofiyat hoti toh behtar hota. Har raat hum kashma-kash mai hote hai aur raat guzar jaati hai, ek raat aisi aaegi ki raat kashmakash main hogi aur hum guzar jaenge.- unknown Zindagi ke kuch pichle 10 saal bade ajeeb guzre.… Continue reading Kashmakash
Tag: hindi
Mausam
hawao nerukh badalliya thadecember thasard hawaeinkamre mainzara sijheeriyon seandar aaneka raastadhoond leti thithande jismoki rooh kaanpe lagtidur durkoi umeed nahisirf mayusidekhte dekhteye december sefurvary (february)aagaya aur saathtez dhoopaur naye phool le aayasadak paar ek nanga pedab laal rang kephool pehna thasaath hi uskehare pattedhoop mainchamakne lageneeche khadi puraanisafed gaadiki chhat (top) nebhi ab rangbadal liyadhool… Continue reading Mausam
Jab | When
jab hum baat nahi karte toh main kho jaana pasand karta hun aksar nikal jaata hun khali sadko par kuch dhundne aur aksar hi khali haath wapis bhi aajata hun der raat ko pata hai tumhe radio par alag kisam ke shows aate hai ab aadat si hogayi hai mujhko unko sunne ki woh dhun… Continue reading Jab | When
The old diary
You and I had dreams. We had really big dreams and honestly I couldn't afford to dream much and now I finally realize I was wrong. Life had been difficult and it had been cruel. Anyway, I am not going to talk about my life today but about the notebook I found and what was… Continue reading The old diary
Dhund lena (ढूंढ लेना)
Tum manogi nahi
Main (Hindi)
Main woh sab hoonMain kissa hoonMain adhoori kahani hoonMain ek yaad hoonMain ek parchai hoonMain kuch bhi nahi hoon Main woh sab hoonJo ho na saakaMain ek waadaa hoonMain ek baat hoonEk adhoori baat hoon Main ek adha likha panna hoonMain aadhi botal roshnai hoonMain ek yaad hoonEk parchai hoonMain kuch bhi toh nahi hoon… Continue reading Main (Hindi)
Qisse
Kuch aadhe ghante se main sone ki koshish kar raha hoon. Par jaise aap shayad padh paa rahe hain main so nahi paya. Ek alag si talab thi ki kuch likhun bahut waqt se lekin kuch aisa ho chala hai ki mera likhna aur padhna khatam ho gaya ho. Par main un main se kaha… Continue reading Qisse
Ek
Ek ubalEk darrDilli ki khali sadkeKitab ke woh panneCafe ki coffeeMez par coffee ka woh dhabbaEk aadha khaya sandwichAur bada sa ek bill Ek ubalEk darrRaat ki chamakAndar ek andheraMetro ki raftarTraffic signal par Haath phailate log Ek ubalEk darrGaadi main khelte bacheGaadi chalate pareshaan insaan Ek ubalEk darr....
Maqsad
Mere din raaton mai ghul gayeRaat ka maqsad hi khatam ho chala Gaflat mai padha mainRaat ko guzarta dekh gayaSubah ko maine Aasmano ke woh rang bhi dekhe Ghane baadlon ne din ko gher rakha thaPar na baarish thi na koi hawa thiEk andhera sa thaDin main bhi raat si thi Aur kuch isi tarahMere… Continue reading Maqsad